Search Hindi SMS

Bhrashtachar Essay In Hindi | Corruption Par Nibandh

Bhrashtachar Essay In Hindi | Corruption Par Nibandh In Hindi,Indian Bhrashtachar SMS Shayari.

Aaj K Aadhunik Yug Mein Vyakti Ka Jeewan Apney Swarth Tak Simit Hokr Reh Gya Hai. Partyek Kaarya Key Peechey Swarth Pramookh Ho Gya Hei. Samaaj Mein Aneetikta, Araajkata Aur Swarth Sey Yookt Bhavnaao Ka Bolbala Ho Gya Hei. Parinaam Savroop Bhatiya Sanskriti Aur Ushka Paviter Tha Netik Sawruoop Dhandula Sa Ho Gya Hai. Ishka 1 Karan Samaj Mein Phel Rha Bhrastachaar Bhi Hei.

Bhrastaachar Key Ish Vikraal Roop Ko Dharan Krney Ka Sabsey Bada Karan Yahi Hei Ki Ish Arth Pradhaan Yug Mein Partyek Veyakti Dhan Krney Mein Lga Huwa Hai. Kamartod Mehangaai Bhi Ishka 1 Pramukh Karan Hei. Manooshya Ki Aavsyaktaayen Badh Jaaney K Karan Weh Unhey Pura Krney K Manchahey Tarikon Ko Apna Rha Hai, Bharat K Ander Toh Bhrastaachar Ka Phelav Din Bhar Bhad Rha Hai. Kisi Bhi Khetrya Mein Chaley Jaayen Bhrastachar Ka Phelaav Dikhaai Deta Hai. Bharat Key Sarkaari Veh Ger Sarkari Ish Baat Ka Sabsey Bada Prnaam Hai.