Mahatma Gandhi Jayanti Essay For Kids In Hindi | 2 October Gandhi Jayanti Paragraph In Hindi,Gandhi Jayanti Par Nibandh In Hindi.
Gandhi Jayanti Har Saal 2 October Ko Manai Jaati Hei, Yeh Bharat Main Rashtraya Parv K Roop Mein Manai Jaati Hei. Gandhi Jayanti Har Saal Rashtrapeeta Mahatma Gandhi Ke Janmdin Ki Uplakshya Main Manaai Jaati Hai.

Gandhi Ji Ki Samreti Par Unki Samaadhi Par Phool Malayen
Arpeet Ki Jaati Hain Aur Rahu Pati Raghav Rajaram Ki Keertan Dhavni,Charkha
Ityaadi Karyokarmo Ka Aayojan Hota Hei.
Mahatma Gandhi Ka Pura Naam Mohan Das Karam Chand Gandhi Tha
Unka Janam 2 October 1869 Main Gujarat K Kathiyaavad Praant Main Porbandar
Namak Sathaan Par Huwa Tha.Ish Din Sarkari Karyalon, Sansthaano Aur Vidhyalon
Mein Avkaash Rehta Hai.
Gandhi Ji Chhuchaat Main Vishvas Nhi Rktey The,Unka Sara
Jeeval Samaj K Udhaar Main Lga Rha,Unka Sapna Tha Ki Samaj Main Sabhi Varg
Khushi Khushi Rhen Aur Aapas Main Bhaichara Bna Rhe.