Search Hindi SMS

Baisakhi Essay In Hindi | Short Paragraph On Baisakhi

Baisakhi Essay In Hindi | A Short Paragraph On Baisakhi Festival,Punjabi Short Essay On Baisakhi In Punjabi And Hindi.

Baisakhi Punjab Ka Parmukh Tyohaar Hei. Sikho Ka Yeh Parmukh Tyohaar Hei. Baisakhi Ka Parv Har Vars Ki 13 April Ko Manaya Jata Hei, Ish Samay Tak Rabi Ki Fasal Pakkar Tayaar Ho Jaati Hei. Ish Tyohaar Ko Vaisakhi Ke Naam Se Bhi Pukara Jata Hei. Ish Din Log Guru Gobind Singh K Mandir Bhi Jaate Hain, Aur Samridhi Ke Liye Parrathna Krte Hein.

Haryana Aur Panjab Ka Yeh Parmukh Tyohaar Hei, Log Apne Gharon Ki Saaf Safai Krte Hein, Bache Padon Par Jhula Jhulten Hein. Ish Din Mele Ka Bhi Aayojan Hota Hei, Aur Purush Ke Dwara Bhangra Aur Auraton Ke Dwara Gidda Bhi Kiya Jata Hai,Ish Din Nayi Poshak Bhi Pehni Jaati Hei.Punjab Ke Log Din Nikalte Hi Gurudwara Me Jate Hein.